Sad Shayari

Zindagi humari yun hi sitam ho gai, khushi na jane kaha dafan ho gai, bohut likhi khuda ne logo ki mohabbatein, humara waqt aya to syahi khatm ho gai.

Sad Shayari Images





Sab chhod ja rahe hai aj kal tanha hume jab, a zindagi tujhe bhi izazat hai...ja aish kar
Sad Shayari Comments





Mere sath baith kar roya waqt bhi ek din....Bola"tu to theek hai, mai hi kharab hun"
Sad Shayari Pictures





Kon kahata hai ki aansuon me wazan nahi hota...ek bhi chhalak jata hai to man halka ho jata hai.
Sad Shayari Graphics






Advertisement